तुम आई हो

“खिड़की का परदा हिलता है और लगता है तुम आई हो
जब जब दिल धड़कता है लगता है तुम्ही समायी हो

मेरी सांसो जी गर्मी में, गीतों में ,गजल, तरानो में
नयनों के उमंगो में या उनके घायल क्रंदन में
मेरी मदहोश तरंगों में, रग रग में तुम्ही समाई हो
मेरे ख्वाबो के सावन में तुम रिमझिम बनकर आई हो

नए शहर में जब मैं आया तुम बिन बहुत अकेला था
ख़ुद में मैं था लीं मगर तुम्हरी यादों का मेला था
हर चेहरे में तुमको ढूंढा,भीड़ में ख़ुद को तनहा पाया
एक झलक तुम्हरी मिल जाती, पल पल ताकता आस लगाया

पुरवा की बयार से पूछा, हर मौसम से हाल तुम्हारा
चाँदनी रातों से पूछा, पंछी से पूछा पता तुम्हारा
हर अनजाने चेहरे में तुम्हारी ही तलाश रही
सपनो में तुम आओगी, इतनी बाकी आस रही.

जब भी सुंदर नयनो से मेरी नयने टकराई
बलखाती अठखेलियों वाली,बस तुम ही तो याद आई

भीड़ में तनहा खड़ा हुआ एक मधुर संगीत सुना
मन यूँ चंचल हो बैठा,जैसे की तुमने गया हो

1st क्लास की खिड़की से महिला डब्बा को निहारता हूँ
टिकेट खिड़की की कतारों में पल पल तुमको ढूंढ़ता हूँ
एक दिन यु बस में बैठा,एक भीनी सुगंध हवा ने लायी
आँखे छल छल हो बैठी शायद तुम हो अब आई

internet पर जब भी बैठा तुम्हारा नाम ढूंढ़ता रहा
एक असीम बिश्वास से तुमको ही पूजता रहा
जब भी आँखे उनींदी होती, सपनो को बुलाता हूँ
सपनो में तुम आती हो, अद्भुत सुख में पता हूँ

हर दर्द में खुसी में बस तुमको ही मैं गाता हूँ
जीवन के हर अहसास में तुमको ही निभाता हूँ

इस जीवन का मोल न जानू तुम बिन बहुत अधुरा हूँ
तुम ही मेरा आदि -अंत हो तुमसे ही मैं पुरा हूँ “

(written on: 16 Aug 2008

Completed on: 16 Feb 2009)

Cheers

Holy-Devil

18 Responses to “तुम आई हो”

  1. Vivek kumar Says:

    nice poem….

  2. Dheeraj Baid Says:

    nice poem bharti ji….tukbandi, bhav ityaadi bahut sahi lage. mera bas aapse ek nivedan hai ki aapki shringar ras ki kavitao me ye upmaan baar baar repeat hote hai….to i think us sandarbh me kuch nayapan dene ki koshish ki ja sakti hai

  3. Holy~Devil Says:

    thnx dheeraj ek tum hi to ho jo mujhe udas nahi karte khichayi bhi karke :P
    haan is lahje se mujhe mehnat karni padegi lekin main 4 mahine mein ek poem likhta hoon to sara track wahi rahta hai :)

  4. mamta Says:

    lagta hi aab bharti ji ko bhi kisi ki jaroorat hone lagi hi….lagta hi aab mujhe hi dhondhna padega….

    thikthak poem hi…magar mujhe sabse achi is poem ki last do line lagi….
    mujhe lata hi tum english me jyada acha likhte ho….

  5. theja Says:

    nice post Arun!

  6. Holy~Devil Says:

    Thanks Theja
    I love when u write comment here for me :)

  7. Rewa Smriti Says:

    1st क्लास की खिड़की से महिला डब्बा को निहारता हूँ
    टिकेट खिड़की की कतारों में पल पल तुमको ढूंढ़ता हूँ

    Hehehehe…bahut khub. Koi mili abtak ya nahi ;)

  8. Holy~Devil Says:

    jiska aks bitha liya hai usse achhi koi dikhti hi nahi hai… o to kab se meri dhadkan hai baus dur hai iska afsos hai

  9. Rewa Smriti Says:

    Hmmm..bahut dino se tumhara koi story padhne ko nahi mila hai…please kuch story dalo.

  10. Holy~Devil Says:

    ok..kisi ladki se flirt karta hoon..fir story bana kar use dalta hoon..isse jyada mujhe kuchh aata bhi nahi hai :P

  11. Rewa Smriti Says:

    Bahut pitai hogi…achhe bachche aise nahi karte. ;)

  12. Abhishek kumar Says:

    nice poem ….. u have poured ur heart……..
    i will pray to GOD for u ….jiske liye bhi aapne ye likha hai wo aapko jaldi se mil jaye …hahahahaha

    ………..keep it up……..

  13. Pawan Says:

    yaar kya mast poem likhi hai………….laga mano heart ki feelings words mei aa gayi ho.

    abe vaise khali time mei yahi feelings aati hai kya tujhe…kuch jugaad jama le apna.

  14. Holy~Devil Says:

    abe khali time nahi..ismein time le ke likhna padta hai..abe jiske liye likha hai uske sath hi jugad jama hua hai ..tujhe padh ke itna bhi nahi samajh aaya ..u dirty MARCUS

  15. Pawan Says:

    yaar tu har poem mei to bechain rehta hai…..fruusstt atma types …….vaise ismein koi nayi baat nahi hai …….soch ki vo mil gayi hai uske baad ka likh……just imagine!! ……. dekhte hai kya likhta hai…….chal ho ja shuru..

  16. Holy~Devil Says:

    hahahhahaha.. tu nahi samjhega ..
    ok isi mein ek poem hai “Acchi lagti ho ” padhna ..o khusi wala hai..bechaini wala nahi hai
    ..pichle ki jo poems hain o padhna..o sare bina dard ki hain..”feel good factor wali”..o tujhe romance ke sagar mein le jayengi :)

  17. Rjeev kr. pandey Says:

    Arun ji se kbhi sakshatkar to nhi hua lekin inse batcheet hoti rhati hai aur inki rachnaon ke padh ke lagta hai ki jab hriday ki koi taar jankrit hoti hai to ye use gaur se sunte hein aur fir unhe sabdon ka rup de dete hein.

    inke bare me to bas ye kah skte hein ki ek anutha sanagam hein ye takneek aur sahitya ka jo ki aur jageh dekhne ko shayd hi khi mile aur khas taur se is umar me

    ye kahte hein ki inki jindgi me koi aaya nhi ek jhnka bankar lekin inki kalpnaye is bat ko jhuthalti hein aur ek alag andaj byan karti hai

  18. Holy~Devil Says:

    Thanku Very Much Rajeev Ji..
    Aapki baten mujhe thodi atishyokti lagti hain..lekin sukhad hain :)

    Aap bhi bahut achhe fankar hain ..main janta hoon ..jab bhi hum milenge hungama bhi hoga or hamari surat bhi badlegi.. bas uchit samay ka intezar karen :)

    Regards

Leave a Reply